Ramzan Ki Dua aur Duaye – Ramadan Ki Dua

0
(0)

Ramzan Ki Dua

Ramazan ki Islam ek alag failzlat hai aur isi failzat ki wajah se hum sab bhai behen roza rakhte hain is paak mahiney mein. Agar aapko ramzan ka masail maollom hai toh aap ye bhi jante hongey ki ramzdan bina duaon ke adhoora hai. Toh aaj hum apko batanegye ramadan ki dua jo aap padh sakte hain aur is ahem samay ka faeda le sakte hain. 

Roza rakhna hi sirf ramzan ki khaas bat bahi hai Allah ki khaas khidmat karne ke liye sachhe aur pakk mann se ki gai ramzan ki dua bhi bht ahemiyat rakhti hai.  Roza rakhne ka humara khas maksad hi yahi ki hum Allah ke kareeb ja sake , aur ye Ramadan ki dua ke sahare aur bhi asaani se ho sakta hai.

jab bhi ramzan ka wakt aata hai hum Quran ki aur tilawat karne ke liye raazi ho jate hain aur taiyaar hojate hai sajda aur khairat ke liye aur roza ke liye. Roza ka khaas maksad humey Allah ke kareeb lana hi hai aur roza ka farz bhi humey isilie diya gaya hai taki hum mein Allah ka darr aa sake. Allah ke darr se hum haram aur halal ki cheezo se door rehna seekhen aur aesi tamaam cheezo se ehtiyat barten.

Ramzan Ki Duaye

Ramadan ki dua ki bhi alag hi fazilat air masail hai.  Ramzan ke dino mein hum kum se kum in  ramzan ki duaon ko teen se chaar dafa pahden:

  • Sehri Dua: ye dua suraj chadne se pehle hi aapko karni hai jiski mazail hai ki raat ka roza tod kar ab naya roza shuru karna hai. Ek nae din aur nae roze ki shuruat hai Sehri dua. Roza rakhnse se pehle aap ye dua padhen , 

“وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ

“Wa bisawmi ghadinn nawaiytu min shahri Ramadan”

  • Iftar dua: iftar ki dua suraj dhalne ke baad roza kholne ke liye ki jaati hai. Is samay aap apna roza khole aur ramadan ki dua padhe,

بِسْمِ اللَّهِ اللَّهُمَّ لَكَ صُمْنَا وَ عَلَى رِزْقِكَ أَفْطَرْنَا فَتَقَبَّلْ مِنَّا إِنَّكَ أَنْتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ

Bismillah Alaahumma Laka S’umnaa Wa A’laa Rizqika Aft’arnaa Fa—Taqabbal Minnaa Innaka Antas Samee—U’l’a’leem

Pehla niwaa leke  ye dua padhen بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ يَا وَاسِعَ الْمَغْفِرَةِ اغْفِرْ لِ

Bismillahir Rah’maanir Rah’eem Yaa Waasi—A’l Maghfirati Igfir Lee

  • Eid ka chand dekhne ki dua: Allahumma ahillahu alaina bil-amni wal-iman, was-salamati wal-islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah, hilalu rushdin wa khairin. 
  • Allah se maafi ki dua: اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي لَّا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ، خَلَقْتَنِي وَأَنَا عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْتُ، أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ عَلَيَّ، وَأَبُوءُ بِذَنْبِي فَاغْفِر لِي فَإِنَّهُ لَا يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلَّا أَنْتَ

Ramadan Ki Dua

Ye sab ramzan ki duaen aapko Allah ke aur kareeb le aengi aur aapke ramzan ko aur paak bana dengi. Ramzan ki dua bahut hi kargar aur moassar hoti hai aur is paak mahiney mein dua mein izafa karna bahut acha hota hai. 

Humey ummed hai ki aapko ramzan ki duayen aur unki faizlat pata chali hongi. Agar aapko koi bhi salah mashawara karna hai toh aap humare molvi ji se diye gae numevrs par baat akr sakte hain. Aap sabhi ko Ramzan Mubarak!

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

Leave a Comment

You cannot copy content of this page

× Click To Consult on Whatsapp