Istikhara ki Dua aur Tarika for Marriage

5
(3)

Shadi Ka Istikhara Ki Dua

Aap apne shadi ke faisle ko lekar kisi tarah ki kashmakash mein hai? Kya aap ye tay nahi kar pa rahe hai ki aapke liye jo rishta aya hai aap waha shadi kare ya nahi? Kya aap ye jaan na chahte hai ki Allah Subhana Wa’ Tala ne aapki shadi ke liye kyat ay kiya hai? Agar ha toh aap shadi ke liye asan istikhara ki dua mange. Insha Allah, istikhara ka tarika for marriage se bahot jald aapke samne Allah Talah ka faisla hoga. Aapko apne khwab mein ye nazar ajayega ki aapke liye jo rishta aya hai wo aapke liye mufeed hai ya nahi.

shadi ke liye istikhara ki dua in Quran

Kayi baar banda ajeeb se kashmakash mein padh jata hai kyuki usko apne future ka darr hota hai. Zahir se baat hai koi jaan kar toh apne sath galat nahi karna chahega. Kisi bhi insaan ko apne future se jude kisi bhi sawaal ke liye istikhara ki dua padhna seekhna chahiye.

Shadi ke liye istikhara ki dua karne ka tareeka aapke liye ek behtar remedy hai apni shadi se jude faisle ko asaan karne ka. Aap sirf poore ehtiyaat se istikhara ka tarika aur dua for marriage ko parhe. Insha Allah, aapko khwab mein ye ishara mil jayega ki aapko is rishte ke liye aage badhna chahiye ya nahi.

Istikhara Ka Tarika For Marriage

Beshak Allah dono jahan ka malik hai aur Wo janta hai ki humare liye kya behtar hai. Toh agar hum apne Rab se madad mangenge toh Wo bilkul humare madad karega. Allah Talah kehta hai, mango jo mangna hai. Jab aap asan istikhara karne ka tarika Aur shadi ke liye istikhara ki dua in Quran parhte hai toh aap apne shadi ki kamyabi ya nakamyabi ke bare mein jaan ne ke liye Allah Talah se madad mangte hai aur beshak Allah Talah mangne walo ko zarur nawazta hai. Toh Insha Allah, bila shak aapko usi din apne liye aye huye rishte ki sachai maloom ho jayegi aur aap sahi faisla le payenge.

Istikhara ka tarika for marriage un logo ke liye faydemand hai jinhe shadi ke baare me koi faisla lene me mushkil ho rahi ho. Shadi ka istikhara ki dua padhna seekhne ke liye aap humse sampark karein. Humare Molvi Ji aapko shadi ke liye istikhara kaise kare sikhaenge. 

Shadi Ke Liye Istikhara Kaise Kare?

Nikah Istikhara Ka Tariqa niche diya gaya hai:

  • Istikhara ka tariqa sahi se karne ke liye aapka paak saaf hona behad zaroori hai.
  • Aap raat ko sote waqt do rakat nafil parhe.
  • Aur nafil ki pehli rakat mein Surah Kafiroon parhe aur dusri rakat mein Surah Ikhlas parhe.
  • Nafil parhne kebaad istikhara ki dua parhe.
  • Phir jis shaks se aapki shadi ki baat chal rahi hai uska naam lekar us rishte ke bare mein soche.
  • Agar aapke pass ek se zyada rishte aye hai tog sabka naam le aur sabke bare mein ek-ek karke soche.
  • Phir Kiblah kitaraf muh karke so jaye.
  • Insha Allah, aapne jis niyat se nikah istikhara kiya hai wo aapko khwab mein dikh jayega.
  • Agar aapko koi khwab na aye toh aap istikhara dusri martaba bhi kar sakte hai.
  • Is tarah se aap 7 martaba istikhara kar sakte hai.
  • Agar aapko nikah istikhara ki dua jaan ni hai toh aap humare molvi sahab se rabta kare.

Asan istikhara karne ka tarika shadi k liye istikhara ki dua in Quran aapke liye sabse mufeed aur behtar tarika hai apni aage wali shadi shuda zindagi ke bare mein jaan ne ka. Aap isko aaj hi azmaye. शादी के लिए इस्तिखारा की दुआ पढ़ने का तरीका आप हमारे मौलवी जी से संपर्क कर सकते है। 

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 5 / 5. Vote count: 3

No votes so far! Be the first to rate this post.

1 thought on “Istikhara ki Dua aur Tarika for Marriage”

Leave a Comment

You cannot copy content of this page

× Click To Consult on Whatsapp